English Hymn
Madhur pavan vachan tera
Madhur pavan vachan tera lyrics · English Christian Hymn · Video
The Hymnal0 plays
Lyrics
Madhur pavan vachan tera
Raah mein deepak mera
Le chal prabhu, mujhe sathya ki aur
Asathya se Sathya ki aur
Madhur pavan vachan thera
Raah mein deepak mera
Le chal prabhu, mujhe Jyothi ki aur
Andhere se jyothi ki aur
Madhur pavan vachan thera
Raah mein deepak mera
Le chal prabhu, mujhe jeevan ki aur
Mrityu se Jeevan ki aur